What is The meaning of Rating in AC, Refrigerator || BEE, ISER , ISEER , उपकरणों पर लगे Stars का क्या मतलब होता है ?
Doston Jab Bhi Ham Kabhi Koi naya upkaran kharidte Hain To Ham sabse pahle Yahi dekhte hain ki uski kimat kya hai yah vah Hamen Kitna Sasta yah Itna mahanga mil raha hai .
Iske sath sath doston Ham yah bhi dekhte hain ki vah Hamen Kitna benefit dega yani ke vah Hamen Kaisi suvidhaen Dega.
Iske sath doston Ham yah bhi dekhte hain ki uski look kaisi hai, wo dikhne me achha hai ya nahin ki vah Dekhne Mein Kaisa Hai ya uska design kaisa hai.
Lekin jo sabse Jyada Jaruri chij Dekhi Jaati Hai vah Hamesha Kisi bhi chij ka rate Hota Hai. Because we always want to hace a good thing in less spend.
Un Sab Baton Ke Sath doston Ham Ek chij Bhul Jaate Hain, Jo Hota Hai electricity Ka bill. In Baton ko Dhyan Mein rakhte Hue Ham yah Bhul Jaate Hain ki us upkaran ko use karne per Hamen electricity ka bill Kitna aayega yni ke Hamen Kitna bijali ka Bil pay karna padega.
Ab doston pareshani yah thi ki Aam Janata ko Iske bare mein batana thoda Mushkil tha ki vah Vahi chij use Karen Jo kam electricity ko use Karen aur sath hi Sath doston Ek Mushkil yah Thi Ki Aakhir logon ko bataya Kaise Jaaye ki kaun sa upkaran kam bijali istemal Karega aur kaun sa upkaran Jyada bijali ko istemal Karega.
Isliye doston government ne kya kiya ki 1 March 2002 ko Ek Sangathan ka gathan Kiya Jise Kaha Gaya BEE
( Bureau of Energy Efficiency).
To ab doston yah BEE , Bureau of Energy Efficiency yah Kya Karta Hai Ki government, manufacturer Industries aur jo Hamare consumer Hai Un Sab ke bich Mein talmel bithata hai. Har industry ko jo Peene manufacture karti hai use Ek guideline deta hai ki kis base per Kisi Bhi upkaran ki rating Di Jayegi.
Ab doston yah reading Kaise Di Jaati Hai yah rating Di Jaati Hai EER ke base pr. EER ka matlab hota hai ENERGY EFFICIENCY RATIO. Ab doston Agar ise main aapko Ek Sadharan bhasha mein samjhaun to man Lijiye aapka koi refrigerator Hai yah aapka koi aisi hai to use kese Mein iska matlab Hoga Ki vah Kitni bijali le raha hai aur uske Badle mein aapko Kitni thandak yah Kitni cooling de raha hai so basically iska matlab hai donon ke comparison se ki koi ek Karan aapka Kitni bijali co consume Karke aapko Kitna benefit de raha hai.
Lekin doston INDIA mein ise ISEER Kaha jata hai Jiska matlab hai ( INDIAN seasonal energy efficiency ratio ) iska reason Hai Doston Kyunki India mein jo Karan Hai unhen seasonal bhej per use Kiya Jata Hai for example Jo aapke fan Hote Hain unhen ful use nahin kiya jata hai instead of 1 they are used only in summer season.
Ab doston Agar Baat Karen Ham rating ki to aapane Dekha Hoga Ki jitne bhi aap ke upkaran hote hain for example AC, refrigerator etc. to in Sabhi ki 5 star 4 star ya 3-star rating Di Gai hoti hai.
To Yahan per doston according to EER ya ISER ke according 5 star ka matlab Hoga Ki that equipment will more efficient. It means ki vah equipment bilkul kam electricity ko consume Karke aapko maximum cooling dega (Talking about AC ).
Ab baat karenge bahut kiski Jo sabhi ko Janna jaruri hai 2010 se Government ne ye compulsory kar diya tha ki jo bhi refrigerator ya AC banaye Jaenge star rating Ka Hona jaruri hai.
So i hope ki aapke doubts clear ho gye honge...
Or aapko ye blog kaisa laga,hume comment karke jarur btayen.
For deep information...
Pls watch this video :-
Comments
Post a Comment