What is The meaning of Rating in AC, Refrigerator || BEE, ISER , ISEER , उपकरणों पर लगे Stars का क्या मतलब होता है ?
Doston Jab Bhi Ham Kabhi Koi naya upkaran kharidte Hain To Ham sabse pahle Yahi dekhte hain ki uski kimat kya hai yah vah Hamen Kitna Sasta yah Itna mahanga mil raha hai . Iske sath sath doston Ham yah bhi dekhte hain ki vah Hamen Kitna benefit dega yani ke vah Hamen Kaisi suvidhaen Dega. Iske sath doston Ham yah bhi dekhte hain ki uski look kaisi hai, wo dikhne me achha hai ya nahin ki vah Dekhne Mein Kaisa Hai ya uska design kaisa hai. Lekin jo sabse Jyada Jaruri chij Dekhi Jaati Hai vah Hamesha Kisi bhi chij ka rate Hota Hai. Because we always want to hace a good thing in less spend. Un Sab Baton Ke Sath doston Ham Ek chij Bhul Jaate Hain, Jo Hota Hai electricity Ka bill. In Baton ko Dhyan Mein rakhte Hue Ham yah Bhul Jaate Hain ki us upkaran ko use karne per Hamen electricity ka bill Kitna aayega yni ke Hamen Kitna bijali ka Bil pay karna padega. Ab doston pareshani yah thi ki Aam Janata ko Iske bare mein batana thoda Mushkil tha ki vah Vahi chij use Karen Jo kam electri...